ilm e mokelat
surah fateha ka mokel se jahiz hajat pore karwana
muwakkil
As salamu allaiqum
ake assan amal bata deta ho surah fateha ka . is amal se na kohi rajat hote ha or na he kohi nooksan or is amal ko karna ki kohi be shart or pabandi ki be zaroorate nahi or na he kisi jalali or jamali perhaz k karna ki zaroorate ha kohi be shaks is amal ko ba assani kar sakta ha . agar kohi shaks yeah chahe k wo surah fateha ka mokel se kam lay or surah fateha ka mokel us ki her jahiz kam main madat kareen to wo u kareen apna room alag karleen yani alag room main sohe , pak saaf ho kar . bawazu halat main apna kamre main aggarbati jalahe . or is amal ki recording raat ko sote waquat apna pc ya mp3 player main play kar k or auto repeat per kar k so jahe taka recording bar bar play hote rahe recording play karna ki awaz ko itna rakhe ka app ko sonahe deta rahe yani sota howa be recording ki awaz apka kano main parti rahe or sobah oth kar is amal ki recording ko band karden roz . ana yeah kam kareen takrebon is amal ki meyad , 4 din se le kar 40 din tak ki ha . jesa jesa din barte jahe gay mokel amel ko jan jata ha phir ahista ahista mokel us ka khoweb main zahir hota ha
mokelat ka ana ki alamat yeah ha
1 khoweb main buzurg nazar ana . yani ahsa admi nazar ana jis ki dare ho zada tar white dare walay buzurg nazar ate ha . kabe kabe kali dare walay jawan qari ya masjid ka iman ki sorate main nazar ate ha . agar is tarah ka khoweb ana shoro ho jahe to samajh lay ka apka pass mokelat ka ana start ho gaya ha
2 khoweb main mazar nazar ana ya apna app ko kisi dargah darbar main deak na zada tar green colour ki mazar zada nazar ate ha
3 khoweb main apna app ko khana kaba main deak na
4 khoweb main apna app ko ya kisi dosare ko namaz parte deak na
5 khoweb main masjid deak na . ya masjid ka under namaz parna . agar is tarah ka khoweb app deak lay ka app masjid ka imam ka picha namaz par rahe ha or bohat sare log imam ka picha namaz par rahe ha to app samajh lay hazaro mokelat ka ana shoro ho gaya ha apka pass or agar app be un logo ka sath khoweb main namaz par rahe ha to app samajh lay ka mokelat ny app ko select karliya ha yani apko passand karliya ha . agar apki in se achi setting ho jahe to app direct khana kaba main namaz par sakta ha alam e badare main (yani neend ki halat main )
6 jisam main se golab ki khushboo ana
7 khoweb main white shalwar kameez walay kapro main log nazar ana
8 khoweb main quran pak deak na ya quran pak ki tilawat sun na . ya kisi ko quran pak parte howa deak na.
Surah fatiha mokill MP3 free download https://drive.google.com/file/d/1PeeItrSiDXsWjXPWRICR7qz4OPq0jc1N/view?usp=drivesdk


0 Comments